Income tax kya hai, india आयकर ki puri information ?

Income tax jaisa ki aap jante hai name se hi pata chalta , income ( आमदनी ) tax ( कर ) jise aapke income par lagne wale tax ko income-tax kahte hai. Kya aapko pata hai Kuch Aise bhi Contries hai Jaha Koi Bhi Tax Nahi Lagta hai.Jaise- कुबैत, बरमूडा, सऊदी अरब ,
Income tax kya hai

Income tax ke bare me lagbhag bahut se log jante hai. Income tax ke niyam alag alag hai , varisd nagrik ya mahilavo ke liye tax thoda kam lagta hai. Adhik jankari ke liye income tax website par ja kar pata kar sakte hai. INcome tax india

Income tax (आयकर ) kya hai.

Income tax sarkar ki ek niyam hai . jinke pass sarkar ki is niyam se jada aay hoti tab sarkar unke aay se kuch aay kaat leta hai. Ise Tax/ कर kahte hai. ( income ( आमदनी ) tax ( कर ) jise aapke income par lagne wale tax ko income-tax kahte hai. )
Example
  • jaise 2016 ka Income tax niyam tha yadi aapke pass 2,50,000 /year Income hai to aap par koi tax nahi lagega.
  • Aur yadi aapke pass 2,50,000 se 5,00,000 hai to kul Income par 10 % tax lagega. Kul aay ka 10% aapke khate se aapko pay karna hoga.
  • -Yadi aapke pass 5,00,000 se 10,00,000 lackh income hai to aap ke account se 20% tax dena hoga.
  •  Aur yadi aapke pass 10,00,000 se adhik Income hai to uspar 30% tax lagta hai.

Type Of Income Tax-

Waise to income-tax kai type ke hote hai per India me tax 2 type ka hota hai.
1- Direct taxes
2- Indirect taxse

1-Direct taxes-

Direct tax vo hai jo prtkshy ( sarkar sidhe aap se leti hai.) rup se liya jata hai , Direct tax me sabse pahla name aata hai income tax ka,

2-Indirect taxes-

Indirect taxes vo hai jo aprtkshy rup se aap sarkar ko tax dete hai. Isme Capital gains tax, isme jaise aap mahge brand vastu , samptti ko bechne par lagne wale Tax hai.

Tax kab aur Kitna Income per lagta hai ?

  • Ab bat aati hai ki hame tax kaha kaha aur kin kin aay par lagta hai.
  • Aapko income per hone wale amdani par aapko tax dena hoga.
  • Property se hone wale income par tax dena hoga. Home ke kiraye se hone wale income par
  • Business se hone wale income par.
  • Aur bhi kuch Income par tax lagta hai. Jaise.. hors running race , seyro se , bail running race, labhance se
Yadi aap bhi income tax ke dayre me aate hai to www.incometaxindia.gov.in per sampark kare. Aur uski puri jankari le sakte hai.

New Income Tax Rates in India (2018-2019)-

Sarkar ne 2018,2019 Ke liye New Income Tax Rate ko Lagu kiya hai, jise aap Niche dekh sakte hai.  Sarkar Tax Ek Hi Type ka Tax nahi Lagta hai, Government Alag Alag Type Se Different diffrent ka Tax Liya jata hai.

India New Income Tax Rates ( Man & Women )-

1. 2,50,000 Par Income Tax- Government ke New Tax ke Anusar Agar aapka Income 2.5 lakh Se Kam hai to aapke Income par Koi Tax Nahi Lagega, sarkar aapse Koi Paisa Tax ke Rup me nahi legi.
2. 2,50,000 Se 5,00,000 par Income-tax– Yadi aapke Pas Income 2.5 lakh Se 5 lakh tak hai to Iske liye aapko 5% ka Tax Dena hoga,
3. 5,00,000 Se 10,00,000 Par Income-Tax- Yadi aapki Income 5 lakh se 10 lakh Tak hai to Iske liye aapko 20% ka tax Dena hoga.
4. 10,00,00 Se Jada Par Income tax- Yadi aapki Income 10 lakh se Jada hai to Iske liye aapko 30% ka tax Chukana hoga.
Final words- Agar aapko hamari post achhi lagi to share karna na bhule, yadi post me Related kuch puchna hai to comment karke puch sakte hai. Hindihelp4u se Social media Jaise Facebook,Twtter etc per bhi join kar sakte hai, jissse hari New post aap tak pahuchti rahe ! Thank for Read continue visit
Share on:

About Inder

7 thoughts on “Income tax kya hai, india आयकर ki puri information ?”

  1. Hey! Do you use Twitter? I’d like to follow you if that would be okay. I’m undoubtedly enjoying your blog and look forward to new posts.

    Reply

Leave a Comment