
Dosto quick edit ka option hamare blog ke home page pe direct wegdt edit ka opion hota hai jisse ham direct home page se  blog edit kar sakte hai ., Jis se koi bhi visitor hamre blog ko edit kar sakta hai. Ise hatana blogg ke liye bahut hi jaruri hai.
Read More Articles-
- Blogger Blog WordPress Par Transfer Kaise karen ?
- Blogger Blog SiteMap Me 500 Se Over Post URL Submit Kaise Kare ?
- Blogger Blogspot Remove Karke Domain Add Kaise Kare ?
Blog se Quickedit icon Remove kaise kare ?
Blog se quick edit icon Remove karne ke liye mai niche 3 type  de raha hoon dosto aap koi b option ko choose kar sakte hai, so choose kare and baad me aap enjoye kar buss aur kuch nahi.
Quickedit icon Remove by html Edit–
If you want remove always Quickedit icon logo for blogger. then read below all steps
- Sabse Pehle aap aapni Blogger Dashboard Me jaye Uske baad Theme Ke Edit Section me jana hai.
- Template HTML me Aapko Apne PC ke Keyboard me CTRL+F Dabaye Jiske baad Search Karne ka Search Box Mil jayega.
- Ab Search Box me Ye Code <b:skin> Ya</b:skin> Dalkar Search kare.
- Ab jaha me aapko upar Diye gaye Code Milenge uske thik bad .quickedit{display:none;} is code ko paste kar de,
- Paste Karne ke baad Template ko Save Kar de.
Ye to ho gaya 1at Tarika Quickedit icon ko Remove karne ke liye. yadi aap is Tarike ko Follow nahi karna chahte hai to Aap Niche diye gaye Kuch Aur Tarike hai, Jise Follow kar sakte hai.
2.Quickedit Icon Remove by Code
Agar aap Kuchh bhi Delete nehi karna chahate he par fir bhi Quick Edit Pencil Icon Ko aapni Blog se remove karna chahate hai to aapko Ye 2nd Tarika Follow karna chahiye.
- Apne Blogger ki Template option me jaaiye
- Edit HTML me click kariye Ctrl+F se search kariye Niche Diye gaye Code ko.<b:include name=’quickedit’/>
- Ab ye code search karne par Highlight hoga,, jaha bhi Ye code hai, sabko remove [delete] kar dena hai.
- Remove karne ke baad Template Save kar dena hai.
CSS code Quickedit Icon Remove
SIMPLE ALL TIPS FOR QUICK REMOVE ICON KE LIYE AAPKO CSS CODE KO ADD KARNA HAI Bas
- Aapni Blogger Account ki Template option me jaaiye.
- Customize Button pe click kariye, uakw baad Theme Customize ka Section mil jata hai jisme aapko Add CSS ka bhi Section milta hai.
- Ab Niche diye gaaye css code Copy karke Add Css me paste kar dena hai.
- .quicedit{display:none;}
- Paste karne ke baad, apply Kar dena hai, bas aapka kaam ho gya.
Read Now-
- Spam Comment क्या है Website Blog Spam Comment से कैसे बचाये ?
- Website Blog Post Me Code Box add Kaise Kare ?
Isi tarah Se aapne is post me Quickedit Icon Remove karne me sabhi Tariko ko jaan liya hai, aap ise Follow karke Apnw Blog se Quick edit icon remove kar de. Thanks for reading this post, for any help comments Now.
Bahut badiya information diya hai aapne
Thanks jaydeep continue reading…..